Hasrat hai sirf tumhe pane ki,
aur koi khawahish nahi is Dewane ki,
shikwa mujhe tumse nahi khuda se hai,
kya zarurat thi tumhe itna khuubsurat banane ki..?
Jab dil tut ta hai toh aawaz nahi aati,
Muhabbat har kis ko raas nahi aati,
Ye to apni apni baat hai yaaro koi
kisiko bhula nahi pata,..Aur kisi kisi ko yaad nahi..
Na jane wo kaun itna haseen hoga..
Aapke haath me jiska naseeb hoga..
Koi aapko chahe ye koi badi baat nahi..
Jisko aap chaho wo khushnaseeb hoga..