Ye pyari nigahein yaad rahengi,
milkar na milne ki ada yaad rahegi,
mumkin nahi ki main tumhe bhula dun,
aur umar bhar tumhe bhi meri yaad rahegi
Tu dekh ya na dekh,
tere dekhne ka gham nahi,
par teri ye na dekhne ki ada dekhne se kam nahi..
Teri doori ka ehsaas jab satane laga.
Tere sath...